Blogging se paise Kaise kamaye 2020

Blogging se paise Kaise kamaye
Advertisements

   Blogging se paise Kaise kamaye: Paise kamane ka sabse best tarika hai Blogging. Isme aapko Ek achchasa  Blog banana padata hai or use bad aapko uspar article likh Kar post-Karna padta hai.

Blogging se paise Kaise kamaye

 Blog se income ke liye aapko blog pe ads lagane ki jarurat hoti hai, jab aap ads lagate ho or koi aapke blog pe aata hai ya aapke blog ko open karke ads pe click karat hai to aapki income hoti hai.

Blog Kaise Banaye ??

Blog banane ke liye aap sabse pahele apana interest kis chij me hai or aapko kis chij pasand hai us pe aap blog bana sakte hai.  aap Bkog kis kis topic pe bana sakte  hai janane ke liye yaha click kare.

Blogging karne ke liye aapko kya kya karna chahiye uski step by step informetion.

  1. Sabse pahele topic selects Kare Yani ke aapko kis topic pe interest hai or AAP is pe achhchha article likhe sakte hai.
  2. Ab Blog banaye (1) Blogger par free me Blog bana skate hai. (2) WordPress par paise kharch karne padte hai.
  3. Ab aapko badiyasa post likhana hai.
  4. Ab aapne post likhana start kar diya hai to aapko visitor badhane ke liye or Blog ki popularity badhane ke liye bahot kuch karna padega
  5. Apne Blog ko social network pe share kare jisse visitor badhege. iske liye aapko page banane hoge .
  6. post ko share karne ke liye social share button bhi add karna padega
  7. jab blog puri tarah se taiyar ho jaye to aap us pe ads lagake paise kama sakate hai.

Blog pe kis kis Ads Network se Ads laga skte hai ::

Share This